Pal pal dil ke pa.as
tum rehte ho..
Pal pal dil ke pa.as
tum rehte ho..
Jeevan mee.thi pyaas
yeh kehte ho..
Pal pal dil ke pa.as
tum rehte ho..
====Music===
Har shaam aankhon par
Tera aanchal lehraye
Har raat yaadon ki
Baarat le aaye
Main saans leta hoon
Teri khushboo aati hai
Ek mehka mehka sa
Paigham laati hai
Mere dil ki dhadkan bhi
Tere geet gaati hai.ii
Pal pal dil ke pa.as
tum rehti ho..
==Music===
Kal tujhko dekha tha
Maine apne aangan mein
Jaise keh rahe the tum
Mujhe baandh lo bandhan mein
Ye kaisa rishta hai
Ye kaise sapne hain
Begaane hokar bhi
Kyun lagte apne hain
Main soch me rahti hun
Darr darr ke kehti hun..
Pal pal dil ke pa.as
tum rehte ho..
==Music===
Tum sochogi kyun itna
Main tumse pyaar karoon
Tum samjhogi deewana
Main bhi iqraar karoon
Dewaanon ki yeh baatein
Deewane jaante hain
Jalne mein kya mazaa hai
Parwaane jaante hain
Tum yunhi jalaati rehna
Aa aakar khwabon mein
Pal pal dil ke pa.as
tum rehte ho
Jeevan meethi pya.as
yeh kehte ho
Pal pal dil ke pa.as
tummm rehti.. ho..
==Music===